Jee chahta hai (Uncut)...
Wednesday, September 26, 2007 by hope
Jee chahta hai..
kabhi suraj ban.. uske ghar bhi jaoo mei..
subah ki pehli kiran jaise.. nazro mei sama jaoo mei..
Jee chahta hai..
kabhi manchali hawa bankar..
chu loo usko par haath na uske aao mei..
Jee chahta hai..
kabhi barkha deewani bankar..
ang ang uska pyaar se bheego jaoo mei..
Jee chahta hai..
kabhi mast panchi bankar..
sang liye use door gagan mei uad jaoo mei..
Jee chahta hai..
kabhi pagal dhadkan bankar..
uske saanso mei ghul jaoo mei..
Jee chahta hai..
kabhi pyaari hasi bankar..
uske khanak mei khilkhilaoo mei..
Jee chahta hai..
kabhi nanhi pari bankar..
uske sare sapne sach kar jaoo mei..
Jee chahta hai..
kabhi dard bhara aansoo bankar..
aankh se nikloo aur uske hontho pe mar jaoo mei..
Song of the moment.. tum itna jo muskura rahe ho.. kya gam hai jisko chupa rahe ho..
kabhi suraj ban.. uske ghar bhi jaoo mei..
subah ki pehli kiran jaise.. nazro mei sama jaoo mei..
Jee chahta hai..
kabhi manchali hawa bankar..
chu loo usko par haath na uske aao mei..
Jee chahta hai..
kabhi barkha deewani bankar..
ang ang uska pyaar se bheego jaoo mei..
Jee chahta hai..
kabhi mast panchi bankar..
sang liye use door gagan mei uad jaoo mei..
Jee chahta hai..
kabhi pagal dhadkan bankar..
uske saanso mei ghul jaoo mei..
Jee chahta hai..
kabhi pyaari hasi bankar..
uske khanak mei khilkhilaoo mei..
Jee chahta hai..
kabhi nanhi pari bankar..
uske sare sapne sach kar jaoo mei..
Jee chahta hai..
kabhi dard bhara aansoo bankar..
aankh se nikloo aur uske hontho pe mar jaoo mei..
Song of the moment.. tum itna jo muskura rahe ho.. kya gam hai jisko chupa rahe ho..
|



Jee Chahta hai...
Kabhi comment bankar
Blog main unke char chand lagaau mein..
Jee Chahata hai...
Kabhi mail karke
Tareef ke chaar afsaane gaaun mein...
...i m really impressed if you have written this....
...superb i'll say....
alllah..ye kya hai hai....maar daala yaar..itna accha bhi likhta hai koi?
ashish aah! aapne to char nahi poore 8 chand laga diye janab.. shukriya.. jee hai to hamari hi rachna.. hote hai kuch pal jab dil machal jata hai *smiles*
anirudh Thankyou.. iam glad you liked it *smiles*
Jee chahta hai...
ke bas main padhta jaun, padhta jaun...
Bahut achee aur romanchkari kavita likhi hain aapne toh. Mazza aa gaya padh ke. Kahan thee abhi tak aapki yeh khoobi?
Sachi, mazaa aa gaya...
Bahut accha likha he hope. too good. wish i cud be like this.
Loved it. u inspiring me more to test my hidden hindi talent within. i wud give one try for sure :)
wow !! claps for those lines....:)
"Dil hai chota sa , choti si aasha
Kuch kar gujarne ki bholi si aasha
chand taro ko chhune ki aasha....."
aapka jee bhi kuch yahi chata hai na???
ricky Shuktiya champ! pata nahi kaha hai.. agli baar milegi to will note down the address.. ufff pj i know :P
ashu Thanks ashu.. ji aap try kare.. we are waiting to read *smiles*
deepak ji bilkul sahi farmaya aapne *smiles*