Aawargi...
Tuesday, November 13, 2007 by hope
Bahut achcha tha woh..
lekin zara natkhat thi..
uski aawargi..
Pyaar to kiya usne..
lekin bhula na saka..
apni aawargi..
Chod tanha pyaar ko..
muskurata chala gaya..
aur haath pakde sang chali..
uski aawargi..
Intzaar karti rahi nazar..
chalta raha waqt ka safar..
aur badti rahi har pal..
uski aawargi..
Laut ke aaya ek din..
ilzaam lagaya pyaar pe..
chaha tha jis nazar ne..
use ko nazar se giraya yaar ne..
khamosh khadi sunti rahi..
aur khilkhilati rahi uspar..
uski aawargi..
Na tha woh anjaan..
duniya ke kisi bhi baat se..
lekin na samajh saka to bas..
es nazar ke fariyaad ko..
toote sapno.. aur bhigi palko ka..
sabab bani bas..
uski aawargi..
Idhar mei hoo aur sang mere tanhayi hai..
Udhar woh hai aur saath hai uske AAWARGI..
Song of the moment: Ye dil.. ye dil.. ye pagal dil mera.. kyu bujh gaya.. Aawargi.. *smiles*
lekin zara natkhat thi..
uski aawargi..
Pyaar to kiya usne..
lekin bhula na saka..
apni aawargi..
Chod tanha pyaar ko..
muskurata chala gaya..
aur haath pakde sang chali..
uski aawargi..
Intzaar karti rahi nazar..
chalta raha waqt ka safar..
aur badti rahi har pal..
uski aawargi..
Laut ke aaya ek din..
ilzaam lagaya pyaar pe..
chaha tha jis nazar ne..
use ko nazar se giraya yaar ne..
khamosh khadi sunti rahi..
aur khilkhilati rahi uspar..
uski aawargi..
Na tha woh anjaan..
duniya ke kisi bhi baat se..
lekin na samajh saka to bas..
es nazar ke fariyaad ko..
toote sapno.. aur bhigi palko ka..
sabab bani bas..
uski aawargi..
Idhar mei hoo aur sang mere tanhayi hai..
Udhar woh hai aur saath hai uske AAWARGI..
Song of the moment: Ye dil.. ye dil.. ye pagal dil mera.. kyu bujh gaya.. Aawargi.. *smiles*
|



You write so well in Hindi :)
"Laut ke aaya ek din..
ilzaam lagaya pyaar pe..
chaha tha jis nazar ne..
use ko nazar se giraya yaar ne..
khamosh khadi sunti rahi..
aur khilkhilati rahi uspar..
uski aawargi.."
Beautiful lyrics...
Very good poem yet again :)
lovely words...you have crafted them beautifully...ek ek labz hamare dil ko choo jate hai aur mehsoos kar pate hai dil ki nazar se...bahut badiya!
beautiful yaa..loved it...i felt i shud be an r.j for a night show..n shud racite this one one night..! and make ppl feel super..dat dey get to hear dis..!
Hey! nice.... one from me too... :)
chahte hai kiss ziddat se unhe..
kaise bataye unko hum...
kaash woh khud hee samajh jaaye..
aur hummare kuch kaam aajaaye...
unki aawargi...
hope you like it....
Thanks all for chweet words *smiles*
bluecoffeemug Beautiful lines you wrote..
hamare kuch kaam aa jaye.. unki aawargi..
awesome *smiles*
Thanks..
thanks! glad u liked them.. :)
at bluecoffeemug..wow gud line yaa.!