...

Na jaane kyon aaj..
raah chalte chalte..

laga yu ki tum yahi ho..
yahi kahi ho..
mudkar jo dekha maine..
tum nahi the.. kahin nahi the..

laga jaise tumne pukara mujhae..
phir yaad aaya ki waqt beet gaya..
tumhari aawaaz sune..

My instincts are saying something I don't want to believe.. I know you can't hurt me again.. and I want to believe it.. but I can't.. coz I know you.. :(