Aaj Phir...
Friday, February 10, 2012 by hope
Sooraj ki pehli kiran ke saath..
khayal tumhara aaya..
aankhon mei udasi ka sagar lehraya..
kaise ho tum.. kahan ho..
soch kar yahi dil bhar aaya..
vapas aaoge tum kabhi..
poochoge haal mera..
ab toh intzaar ka yeh diya bhi..
bujhne ko aaya..
waqqt badal gaya..
sab kuch badal gaya..
mei badal na paya..
kaise bhula diya tumne mujhae..
yeh dil samajh na paya..
Kitni baatein kehne ki hai.. honthon pe jo sehmi se hai.. ek roz inhe bhi sun lo..
khayal tumhara aaya..
aankhon mei udasi ka sagar lehraya..
kaise ho tum.. kahan ho..
soch kar yahi dil bhar aaya..
vapas aaoge tum kabhi..
poochoge haal mera..
ab toh intzaar ka yeh diya bhi..
bujhne ko aaya..
waqqt badal gaya..
sab kuch badal gaya..
mei badal na paya..
kaise bhula diya tumne mujhae..
yeh dil samajh na paya..
Kitni baatein kehne ki hai.. honthon pe jo sehmi se hai.. ek roz inhe bhi sun lo..


