Crazy Morning...

Me: aate jate badal.. kuch to gunguna rahe hai..

Boy: yeh dhadkano se hamari.. taal mila rahe hai..

Me: dhadkan meri tumhari.. badhti hi ja rahi hai..

Boy: dekho dekho sath mei.. bijli chamchama rahi hai..

Me: yeh bijli kahi.. hum par hi na gir jaye..

Boy: tumko mere aur kareeb le aaye..

Me: subah 8 baje.. sahi nahi pyaar jatana..

Boy: tum karo na door jane ka bahana..

Me: samay ki ghadi.. mujhae bula rahi hai..

Boy: tu mere pyaar par.. jhadoo laga rahi hai..

haha!! :D

1 comments:

    hahaha